Koi Mil Gaya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Koi Mil Gaya Song Lyrics is a track from Kuch Kuch Hota Hai Hindi Film – 1998, Starring Shah Rukh Khan, Kajol, Rani Mukerji, Salman Khan, Sana Saeed and Anupam Kher. This song was sung Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy and Udit Narayan. Music was composed by Jatin – Lalit and lyrics work penned by Sameer Anjaan.

 

Female : Koi mil gaya…

 

Male : Koi mil gaya…

 

Female : Koi mil gaya…

 

Male : Mujhko kya hua hai
Kyoon main kho gaya hoon
Pagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon

 

Females : Behki hain nigahein
Aur bikhare hain baal
Tumne banaya hai kya
Apna yeh haal

 

Male : Koi mil gaya..
Chorus : Koi mil gaya
Male : Mera dil gaya..
Chorus : Mera dil gaya

 

Male : Kya bataoon yaaron
Chorus : Kya bataoon yaaron
Male : Main to hil gaya
Chorus : Main to hil gaya
Male : Koi mil gaya… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Aey… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya

 

Male : Mujhko kya hua hai
Are kyoon main kho gaya hoon
Aey pagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon

 

Females : Behki hain nigahein
Aur bikhare hain baal
Tumne banaya hai
Kya apna ye haal

 

Female : Koi mil gaya..
Chorus : Koi mil gaya..

 

Female : Mera dil gaya..
Chorus : Mera dil gaya

 

Male : Kya bataoon yaaron
Chorus : Kya bataoon yaaron
Male : O… main to hil gaya
Chorus : Main to hil gaya
Male : Koi mil gaya…mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Are… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya

 

Female : …………………………

 

Male : Jane kya ho gaya hai mujhe
Deewana log kehne lage…
Female : Ye deewanegi hai kya
Humein bhi to ho pata
Tumko kya ho gaya

 

Male : Are…kal tak mujhko sab hosh tha
Dil mein khushiyoon ka josh tha
Female : Phir ye baichainey hai kyoon
Phir ye betaabi hai kyoon

 

Male : Koi mil gaya..
Chorus : Koi mil gaya
Male : Mera dil gaya..
Chorus : Mera dil gaya

 

Male : Kya bataoon yaaron
Chorus : Kya bataoon yaaron
Male : Main to hil gaya
Chorus : Main to hil gaya
Male : Koi mil gaya… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Aey… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya

 

Chorus : ………………………..

 

Female : Badal ban kar kaun aa gaya
Kaun hai jo dil pe yoon chaa gaya
Male : Chahoon ke bataoon main
Phir bhi keh na paoon main
Naam uska hai kya…

 

Female : O.. naam na lo par kuch to kaho
Halka sa koi ek ishara to do
Male : Meri aankhon mein hai woh
Meri sanson mein hai woh
Aur kahoon tumse kya…

 

Chorus : Koi mil gaya..
Male : Koi mil gaya
Chorus : Mera dil gaya..
Male : Mera dil gaya

 

Chorus : Kya bataoon yaaron
Male : Kya bataoon yaaron
Chorus : Main to hil gaya
Male : Main to hil gaya
Female : Koi mil gaya…
Male : Mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Aey… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya

 

Male : Mujhko kya hua hai
Kyoon main kho gaya hoon
Pagal tha main pehle
Ya ab ho gaya hoon

 

Females : Behki hain nigahein
Aur bikhare hain baal
Banaya hai.. kya apna ye haal

 

Male : Koi mil gaya..
Chorus : Koi mil gaya
Male : Mera dil gaya..
Chorus : Mera dil gaya

 

Male : Kya bataoon yaaron
Chorus : Kya bataoon yaaron
Male : Main to hil gaya
Chorus : Main to hil gaya
Male : Koi mil gaya… mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Mil hi gaya
Chorus : Mil gaya
Male : Ho mil hi gaya
Chorus : Mil gaya

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Kuch Kuch Hota Hai