Kuch Kuch Hota Hai Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Kuch Kuch Hota Hai Song Lyrics is a track from Kuch Kuch Hota Hai Hindi Film – 1998, Starring Shah Rukh Khan, Kajol, Rani Mukerji, Salman Khan, Sana Saeed and Anupam Kher. This song was sung Alka Yagnik and Udit Narayan. Music was composed by Jatin – Lalit and lyrics work penned by Sameer Anjaan.

 

Chorus : ……………………

 

Female : Aaa…aaa…haa…aaa…aa….

 

Male : Tum paas aaye yun muskuraaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye
Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye
Ab to mera dil jage na sota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Female : Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikaaye

 

Female : Ab to mera dil jage na sota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Female : Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Male : Na jane kaisa ehsaas hai
Bujhti nahin hai kya pyaas hai

 

Female : Kya nasha is pyaar ka
Mujhpe sanam chhaane laga

 

Male : Koi na jane kyun chain khota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Female : Kya karun hai kuch kuch hota hai…

 

Female : Hey ey hey eyyy
Male : Hmm mmm mm
Female : Aaa…aa…aaa…

 

All : Haa…aaa…aaa…

 

Female : Kya rang layi meri duaan
Ye ishq jane kaise hua

 

Female : Baichaineeyon mein chain
Na jane kyun aane laga

 

Male : Tanhai mein dil yaadein sanjota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Female : Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Male : Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye

 

Female : Tum paas aaye yun muskuraaye
Tumne na jane kya sapne dikhaye

 

Male : Ab to mera dil jage na sota hai
Kya karun hai kuch kuch hota hai

 

Male : Kya karun hai
Female : Kuch kuch hota hai…

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Kuch Kuch Hota Hai