Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Song Lyrics is a track from Qayamat Hindi Film – 2003, Starring Ajay Devgn, Suniel Shetty, Neha Dhupia, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar and Riya Sen. This song was sung Kumar Sanu and Alka Yagnik. Music was composed by Nadeem- Shravan and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Heeeey Heeeey
Ahhhhh Ahhhh
Hmmmm Hmmm

 

Male : Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai

 

Female : Mere sapno mein aaye
Mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai

 

Male : Dekha use jab pehli baar
Ban gaya deewana na main
Garke anjaana ikraar
Legayi dil ka chain karaar
Dekha use jab pehli baar
Ban gaya deewana na main
Garke anjaana ikraar
Legayi dil ka chain karaar
Thodi si ghabrayi thi
Thodi si sharmayi thi
Kitna pyaara mukhda hai
Woh to chand ka tukda hai
Jane kahan chhup jati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai

 

Female : Main to uspe marti hun
Duniya se nahin darti hun
Naam se uske savarti hun
Pal pal aahein bharti hun
Main to uspe marti hun
Duniya se nahin darti hun
Naam se uske savarti hun
Pal pal aahein bharti hun
Maana ke majboori hai
Chaahat abhi adhoori hai
Bas kuch din ki doori hai
Milna bahut zarori hai
Kya kya dard jagata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Male : Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Female : Mere sapno mein aaye
Mere dil ko churaye
Mujhe kitna satata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Woh ladka bahut yaad aata hai
Male : Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Qayamat