Jiya Laage Na Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jiya Laage Na Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album – 2025, Starring Tusharr K and Heli D. This song was sung by Aditya Rikhari and Shirley Setia. Music was composed by Ravator and lyrics work penned by Aditya Rikhari.
Male : Haan aankhon ke panno pe likha
Hai tera hi naam mitaye na mite
Dekhun mein jitani dafa
Hawa aaino mein bhi tu hi dikhe
Male : Khwabon khayalon mein teri
Khshbuye mahfooz hai aaj bhi
Subah shamon ke darmiyaan
Bhi jikra tera hi mile
Male : Maine manga hai mazaro mein tujhko sitaron se
Pal bhar mil jao to jara
Dil ye tuta hai pahale bhi tukade hajaro mein hai
Aakar sameto phir jara
Male : Jara ke jiya
Lage na laage na jiya laage na laage na jiya
Lage na laage na o piya piya ke jiya
Lage na laage na jiya laage na laage na jiya
Lage na laage na o piya piya ke jiya
Lage na laage na jiya laage na laage na jiya
Lage na laage na o piya
Female : Aye suno na
Kaisi ye adhuri hai teri mere darmiyaan
Jaane ye kya mazboori hai kyun…kehna
Baatein jo kahani jaroori hai …tum suno na
Female : Teri baahon mein aakar ke
Khud ko sula dun mein
Sine se lag jao jara
Tum jo aadat si ho meri
Kaise bhula dun mein
Phir se dohrau to jara
Female : Jara ke jiya
Lage na laage na jiya laage na laage na jiya
Lage na laage na o piya
Both : Piya ke jiya
Lage na laage na jiya laage na laage na jiya
Lage na laage na o piya piya ke jiya
Lage na laage na jiya laage na laage na jiya
Lage na laage na o piya
Hindi lyrics are not available for this song yet.