Pyar Karta Hun Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Pyar Karta Hun Song Lyrics is a track from DRJ Records Hindi Album – 2025, Starring Yasser Desai and Eisha Singh. This song was sung by Yasser Desai. Music was composed by Yasser Desai and Zain Desai. and lyrics work penned by Yasser Desai.
Male : Tere bin na kahi dil ko sukoon
Tu waja jine ki tu mera junoon
Tere bin na kahi dil ko sukoon
Tu waja jine ki tu mera junoon
Male : Jo mein tera nahi to kisi aur ka
Ho na paunga
Kaise batau kitana tumse pyar karta hun
Jaan ho tum meri mein tumse pyar karta hun
Male : Mein tere khwab chura ke yara
Kar dunga sach wo sare
Mein tere khwab chura ke yara
Kar dunga sach wo sare
Male : Aa teri maang ko chand se bhar dun
Daman mein bhar dun sitare
Tere bin na kahin lagta hai dil
Saansein bhi lena tere bin mushkil
Jo tu mile nahi to kasam hai teri
Mein mar hi jaaunga
Male : Kaise batau kitana tumse pyar karta hun
Jaan ho tum meri mein tumse pyar karta hun
Kaise batau kitana tumse pyar karta hun
Jaan ho tum meri mein tumse pyar karta hun
Male : Pyar karta hun
Pyar karta hun
Hindi lyrics are not available for this song yet.