Jaan Se Zyada Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jaan Se Zyada Song Lyrics is a track from Saregama Music Hindi Album – 2025, Starring Maahi, Aadhya Anand and Shaan. This song was sung by Maahi. Music was composed by Raees and Zain-Sam and lyrics work penned by Rashmi Virag.
Male : Ye alag baat hai
Tu nahi saath hai
Meri aankhon mein bas
Ek tera khwaab hai
Maine mana ke tu
Thoda naraaz hai
Bol ke jo hua ab suno to zara
Male : Tumhe jaan se zyada
Sare jahaan se zyada
Pyaar karne ka socha hai..socha hai
Tumhe jaan se zyada
Sare jahaan se zyada
Pyaar karne ka socha hai..socha hai
Male : Teri tasveer banake
Aankho mein usko sajake
Raat din dekha karta hoon
Baatein mein karta rehta hoon
Male : Tumhaare naam ke aage
Main apna naam lagake
Likhta mitta ta rehta hoon
Main bus yehi karta hoon
Male : Bin tumhaare sanam
Mar na jaaun kahin
Ye alag baat hai
Tumse kehta nahi
Male : Tumhe jaan se zyada
Sare jahaan se zyada
Pyaar karne ka socha hai..socha hai
Tumhe jaan se zyada
Sare jahaan se zyada
Pyaar karne ka socha hai..socha hai
Male : Tumhe jaan se jaan se zyada
Tumhe jaan se jaan se zyada
Jaan se zyada
Hindi lyrics are not available for this song yet.