Tumhe Jo Maine Dekha Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tumhe Jo Maine Dekha Song Lyrics is a track from Main Hoon Na Hindi Film – 2004, Starring Shah Rukh Khan, Sushmita Sen, Zayed Khan, Amrita Rao and Suniel Shetty. This song was sung Abhijeet Bhattacharya and Shreya Ghoshal. Music was composed by Anu Malik and lyrics work penned by Javed Akhtar.

 

Male : Tum bhi ho
Main bhi Hoon
Paas aao
Toh keh doon
Aakhir kyun pal main yun
Diwaana main ho gaya

 

Male : Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha
Woh toh gaya ha..
Badan ki ye khushboo
Jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu
Dil kho gaya

 

Male : Tumhe jo maine socha
Tumhe jo maine maana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh thaa
Woh toh gaya haa..

 

Male : Itni kyun
Tum khubsoorat ho
Ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach much hi rehti hai
Pariyon se bhi zyaada
Pyaari si ladki koyi

 

Male : Haan..
Itni kyun bolo
Haseen tum ho
Jo dekhein gum sum ho
Dekho na main bhi hoon khoya sa
Behka sa mujhpe bhi
Chhaayi hai diwaangi

 

Male : Tumhi ko maine puja
Tumhi ko chaaha paana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh thaa
Woh toh gaya haa..
Badan ki ye khushboo
Jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu
Dil kho gayaa

 

Male : Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh tha woh toh gaya haa..

 

Chorus : ……………………..

 

Female : Tum bhi ho
Main bhi hoon
Paas aao
Toh keh doon
Tumne jo dekha toh
Kya jaane kya ho gaya

 

Female : Jaane kyun rehti hoon
Khoyi si jaagi na
Soyi si ab dil mein
Armaan hai saanson mein
Toofaan hai aankhon mein
Khwaabon ki hai chaandni

 

Female : Aaaa…
Jaane kyun behka sa
Ye mann hai mehka sa
Ye tan hai chalti hoon
Itraake ithlaake
Sharmaake balkhaake
Jaise koyi raagini

 

Female : Tumhe jo maine samjha
Tumhe jo pehchaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Jo hosh thaa
Woh toh gayaa haa..

 

Male : Badan ki ye khushboo
Jataane lagi jaadoo
Toh ho hoke beqaabu
Dil kho gayaa

 

Male : Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana
Tumhe jo maine dekha
Tumhe jo maine jaana…

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Main Hoon Na