Bharatvarsh Anthem Song Lyrics is a track from Kesari Veer Hindi Film – 2025, Starring Sooraj Pancholi, Suniel Shetty, Vivek Oberoi and Akanksha Sharma. This song was sung by Suvarna Tiwari. Music was composed by Monty Sharma and lyrics work penned by Akshat Gupta.
Singer : Suvarna Tiwari
Music Director : Monty Sharma
Lyricist : Akshat Gupta
Female : Viswa guru bharat
Purvaj swayam hanuman hai
Tu janma hai jis dharti par
Garv kar wah bharat hai
Female : Tu hindu hai abhiman kar
Har nari ka samman kar
Iss mati ko mathe laga
Iss dharti ko pranam kar
Female : Shakti aur shiv ka ansh tu
Tujh mein dewon ka rakt hai
Dushmano ka hai vidhvansh
Tu veer hai deshbhakt hai
Female : Tu janma hai dev bhumi main
Shiv ka ye tujh tujhe vardan hai
Tu sabko gale lagata hai
Bharat vanshi tu mahan hai
Female : Waha bahti ganga maiya hai
Aur puji jati gaiya hai
Jiski kare himalay raksha
Jisne hans ke dushman ko bhi hai baksha
Female : Shiv sambhu ka sankh yaha
Krushn ka mor pankh yaha
Geeta ka saar yaha
Vishnu har bar yaha
Female : Viswa guru bharat
Teri devi serawali hai
Tu shiv ki santan hai
Tu saubhagysali hai
Tera desh bharat hai
Dushmano ka tu sankhnath
Tu lalkar hai
Shiv ka tu trishul hai
Tu durga ki talwar hai
Female : Iss bhoomi ka jo satya hai
Wah saty te ram naam hai
Raam ka to vanshaj hai
Yaha shiv ka tujhe wardan hai
Female : Iss desh mein bahti ganga hai
Bhagwa aasman hai
Jis desh mein tu janma hai
Wo desh bahut mahan
Female : Nirbal ka tu rakshak hai
Piche tere hanuman hai
Tera koi aarambh nahi
Na tera koi samapt hai
Sekdo ki sena par tu ek hi paryapt hai
Yaha mar ke bhi amar bane jo
Veergati ko prapt hai
Female : Ek hath mein sashtra hai
Jiske ek hath mein shastra hai
Wo viswa guru bharat hi ek matra hai