Jo Gumshuda Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jo Gumshuda Song Lyrics is a track from Mission Istaanbul Hindi Film – 2008, Starring Vivek Oberoi, Shriya Saran, Zayed Khan, Shabir Ahluwalia, Suniel Shetty and Nikitin Dheer. This song was sung Shaan and Mahalakshmi Iyer. Music was composed by Anu Malik and lyrics work penned by Sameer.
Male : Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai,
Daastaan wahi labjo mein kaho
Female : Dil ki baaton ko dil mein rehane do
Nazar se nazar se kehane do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho
Male : Kaatil badi tanhaayiya taklif de abb duriya
Female : Samajha karo khaamoshiya
Achchi nahi sarghoshiya
Male : Jawaabon mein tum, sawaalo mein tum,
Hamesha rahe khayaalon mein tum
Tumase hai meri madhoshiya
Female : Dil ki baaton ko dil mein rehane do
Nazar se nazar se kehane do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Male : Tum jo mile raahat mili, jine ki bhi chaahat mili
Female : Dil aashana tumase huwa, puri huyi meri duwa
Meri jismo jaan pe chaaya raha
Panaaho mein tum samaaye raha
Kehati hai meri betaabiya
Male : Dil ki baaton ko dil mein rehane do,
Nazar se nazar se kehane do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Female : Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho
Hindi lyrics are not available for this song yet.