Tune Jo Na Kaha Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tune Jo Na Kaha Song Lyrics is a track from New York Hindi Film – 2009, Starring John Abraham, Katrina Kaif, Neil Nitin Mukesh and Irrfan Khan. This song was sung Mohit Chauhan. Music was composed by Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Sandeep Shrivastava.

 

 

 

Male : Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm

 

 

Male : Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

 

 

Male : Tune jo na kaha
Mein woh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

 

Male : Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna tikana raha
Koi chaht se na ab apni chalta raha

 

 

Male : Khamakha bewajah khwaab bunta raha

 

Male : Dard phele se hai jyaaada
Khud se phir yeh vaada
Khamosh nazrein rahein bezubaan

 

Male : Abb na pehli si baatein hai
Bolo to lab thartharatein hai
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar mein to hai humsafar hai nahi

 

 

Male : Door jaata raha paas aata raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

 

Male : Aaya woh phir nazar aise
Baat chidne lagi phir se
Aankhon mein chubhta kal ka dhuan

 

Male : Haal tera na humsa hai
Is khushi mein kyon gumsa hai
Basne laga kyon phir woh jahan

 

 

Male : Woh jahan dur jis se gaye the nikal
Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal

 

 

Male : Lambha beeta hua ,dil dukhata raha

 

Male : Khamakha bewajah khwaab bunta raha

 

Male : Tune jo na kaha
Mein oh sunta raha
Khamakha bewajah khwaab bunta raha

 

 

Male : Jaane kiski humein lag gayi hai nazar
Is shehar mein na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha

 

Male : Bhuj gai aag thi daag jalta raha…

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.