Aaj Phir Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aaj Phir Song Lyrics is a track from Hate Story 2 Hindi Film – 2014, Starring Sushant Singh, Surveen Chawla, Jay Bhanushali and Siddharth Kher. This song was sung by Arijit Singh and Samira Koppikar. Music was composed by Arko and lyrics work penned by Arko.
Male : Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Be-hadd aur beshumar aaya hai
Female : Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai..
Be-hadd aur beshumar aaya hai
Female : T00te toh t00te teri baahon mein aise
Jaise shaakhon se patte behayaa
Bikhre tujhi se aur simte tujhi mein
Tu hi mera sab le gaya
Na fikar, na shram, na lihaj ek baar aaya
Male : Phir zarre zarre mein didaar aaya hai
Phir zarre zaare mein didaar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Female : Aaj phir tumpe pyaar aaya hai
Aaj phir tumpe pyaar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai
Male : Tu hi meri awaaragi..
Tu hi duaa har shaam ki
Tu khamakhaa, tu laazmi
Tu hi razaa, tu hi kami
Aur tu hi woh, firaak hai jisko
Hai silsilon ne mere pass laya
Female : Hothon pe tere izhaar aaya hai
Hothon pe tere izhaar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai
Male : Aaj phir tumpe pyaar aaya hai
Aaj phir tumpe pyaar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai
Female : Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur beshumaar aaya hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.