LYRIC

Singers : Nanku and Yo Yo Honey Singh

Music by : Nanku

Lyrics by : Nanku

Male : Bechara dil bechara
Tujhse kar cope ni paara
Koi chance na scope na chaara
Mujhse tere liye khat likhwaa ra

Male : Bechara dil bechara
Kuch dino se mere haath ni aaraa
Koi chance na scope na chaara
Ainvein apna ghamand ghiswaa ra

Male : Aisa bhi hota hai
Cupid bhi rota hai
Sochun tere baare me to
Seene me kuch hota hai

Male : Na koi samjhauta hai
Na mera dil iklauta hai
Utaar kar baat karo
Pahna tumne jo mukhauta hai…

Male : Zubaida zubaida
Watchu know kiya tumne kaisa
Zubaida zubaida
Maare ankhiyon se look tu aisa
Na shohrat na paisa
Kuch bhi nahi tere hushn jaisa
Zubaida zubaida
Watchu know kiya tumne kaisa

Male : Hawaaon me aaj
Kuch bahot galat hai
Mera jee ghabraaye
Jaise jaise aa rahi raat nikat hai

Male : Akeli hai kya tu
Kya main ghar aa sakta hoon
Aaraam se bitha ke
Tujhe screenshots dikha sakta hoon…

Male : Aisa bhi hota hai
Kya mard bhi rota hai
Sochun tere baare me to
Chhati me kuch hota hai

Male : Na koi samjhauta hai
Bas sach kahne ka mauka hai
Utaar kar baat karo
Pahna tumne jo mukhauta hai

Male : Zubaida zubaida
Watchu know kiya tumne kaisa
Zubaida zubaida
Maare ankhiyon se look tu aisa
Na shohrat na paisa
Kuch bhi nahi tere hushn jaisa
Zubaida zubaida
Watchu know kiya tumne kaisa…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT