LYRIC

Singer : Sonu Nigam

Music by : Palash Muchhal

Lyrics by : Kunaal Vermaa

Male : Humming….

Male : Layegi tu khushi yeh kaha tha
Ab nibha le zindagi tera wada
Layegi tu khushi yeh kaha tha
Ab nibha le zindagi tera wada

Male : Tune jo bhi diya raasta main chala
Ho gaya hai safar ab to aadha
Tune jo bhi diya raasta main chala
Ho gaya hai safar ab to aadha

Male : Aayega kab woh din yeh bata ja
Ab nibha le zindagi tera wada
Layegi tu khushi yeh kaha tha
Ab nibha le zindagi tera wada

Male : Chehre kayi hain chehre pe mere
Na jaane mera hai kaun sa

Male : Ho chehre kayi hain chehre pe mere
Na jaane mera hai kaun sa
Ek zindagi hai kirdaar hai do
Kisko jiyun main kar faisla

Male : Jee raha hoon jo mera khwab na tha
Ab nibha le zindagi tera wada
Layegi tu khushi yeh kaha tha
Ab nibha le zindagi tera wada

Male : Main roz ghar se umeed leke
Jaata hoon aksar yeh soch kar

Male : Ho main roz ghar se umeed leke
Jaata hoon aksar yeh soch kar
Ke aaj meri badlegi kismat
Dil ko milegi achhi khabar

Male : Hai mera yeh veham kya pata tha
Ab nibha le zindagi tera waada
Layegi tu khushi yeh kaha tha
Ab nibha le zindagi tera wada

Male : Tune jo bhi diya raasta main chala
Ho gaya hai safar ab to aadha
Tune jo bhi diya raasta main chala
Ho gaya hai safar ab to aadha

Male : Aayega kab woh din yeh bata ja
Ab nibha le zindagi tera wada
Layegi tu khushi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT