LYRIC

Singer : Tony Kakkar

Music by : Tony Kakkar

Lyrics by : Tony Kakkar

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain
Saansein hi toh le raha hun
Ye bhi kya gunah hain

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain
Saansein hi toh le raha hun
Ye bhi kya gunah hain

Male : Mere apne bhi apne nahi hain kyon
Mere sapne nahi hain nahi hain kyon
Mujhe khud se umeedein hain naa jaane kyon
Logon se umeedein nahi hain kyon

Male : Meri barbaadi chahat saaro ki thi
Ek fehrist lambi rishtedaron ki thi
Mujhe ik shaks apna nahi kyon dikha
Kal mehfil mein bheed hazaron ki thi

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain…
Saansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hain

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain
Saansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hain

Male : Maine jaana yeh duniya sirf
Matlab se chalti hain
Ho gayi mohabbat ye meri hi galti hain
Apno ko khone ka dar nahi kisi ko
Duniya hain babu paise se darti hain

Male : Dikhta hai nukshan dikhta nafa hain
Paiso se bikti hain bikti wafa hain
Har cheez ka mol hota yahan pe
Laakhon rupaye ki ek ek aada hain

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain
Saansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hain

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain
Saansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hain

Male : Mere yaar maar jana hain jana hain
Zindagi haqeeqat ya fasana hain
Jaana hain jana hain jana hain
Zindagi haqeeqat ya fasana hain

Male : Zindagi bata de kyon tu khafa hain
Saansein hi toh le raha hun
Yeh bhi kya gunah hain….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT