LYRIC

Singers : Rutvik Talashilkar and Aanandi Joshi

Music by : Shail Hada

Female : Zara suno kya keh rahi
Paglai si dhadkan meri
Tu jo kabhi aata hai jab
Samne mere

Female : Kabhi chala kabhi ruka
Tham gaya phir chal pada
Aaye na kal thehar jaaye pal
Samne mere

Male : Zara sambhalo mana lo dil kahin
Main chhupa ke rakha hai yahin
Rahega ye pagla chhupkar yahin
Humsafar banke tera yunhi

Male : Zara suno kya keh rahi
Paglai si dhadkan meri
Tu jo kabhi aata hai jab
Samne mere

Male : Aake teri sauhbat
Kaisi ulti seedhi harkat
Haye karne laga natkhat
Dil mera

Female : Tune joh di dastak
Baat aayi mere labh tak
Aur chup sa rehta kab tak
Dil mera

Male : Jo aa gayi tu rubaru yun mere
Hosh ke sab parindey udd gaye
Thaga thaga sa reh gaya main yaha
Aur dil leke tum chal diye

Female : Zara suno kya keh rahi
Paglai si dhadkan meri

Male : Tu jo kabhi aata hai jab
Samne mere…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT