LYRIC

Music By : Shaarang Dev

Singers : Vinod Rathod

Male : He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna

Male : Chand ki chikni dali fisalti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna
Chand ki chikni dali fisalti hai

Chorus : Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

Male : Jagne ki rat hai ye manglo duaye
Karo yaro se sajaye mile
Aisi bhi khataye karo
Jagne ki rat hai ye manglo duaye
Karo yaro se sajaye mile
Aisi bhi khataye karo
Roshni ki dhar kahi kahi
Kate na khumari kahi
Rat ye bhari hai

Chorus : Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Male : He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Chorus : Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai

Male : Os ka dana dana rat ka khajana hai
Chori chori chor ki nigaho se churana hai
Os ka dana dana rat ka khajana hai
Chori chori chor ki nigaho se churana hai
Kachi kachi umar hai kachi kachi baho me

Chorus : He rat ki khumari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Male : He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
He kali kali rat ka talism na tute kahi
Jisam na tute kahi rat lachakti hai
Rat ke badan pe chand na rakhna

Chorus : Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai
Ye rat hamari hai munni kuwari hai.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT