LYRIC

Singer : Dhruv Visvanath

Music by : Dhruv Visvanath

Lyrics by : Vishwadeep Zeest

Male : Tu mere saath yahan hai
Duniya kahan hai kya hi pata
Dil jo yeh udne laga hai
Aisa hua hai pehli dafa

Male : Tu mere saath yahan hai
Duniya kahan hai kya hi pata
Jo aaj ka hausla hai
Sabse juda hai pehle na tha

Male : Yeh pal hain apne
Inhe khone na dein
Jo khwaab jaage
Unhe sone na dein

Male : Yeh pal hain apne
Inhe sone na dein
Jo khwaab jaage
Unhe sone na dein

Male : Unhe sone na dein
Inhe khone na dein…

Male : Karein kyun kal ki hum fikar
Hamesha kal ko toh kal me hi rehna hai
Toh ab jo hai woh bhi na humse kho jaaye

Male : Yeh ilteja hai
Aisa hone na dein
Jo khwaab jaage
Unhe sone na dein

Male : Yeh pal hain apne
Inhe khone na dein
Jo khwaab jaage
Unhe sone na dein

Male : Yeh ilteja hai
Aisa hone na dein
Jo khwaab jaage
Unhe sone na dein

Male : Yeh pal hain apne
Inhe khone na dein
Jo khwaab jaage
Unhe sone na dein
Unhe sone na dein
Inhe khone na dein…hoo oo oo ho oo


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT