LYRIC

Singers : Alka Yagnik, Babul Supriyo and Udit Narayan

Music by : Anand Raj Anand

Female : Hoo yeh mehandi ke bute
Inke rang anokhe
Yeh mehandi ke bute
Inke rang anokhe
Ek bar yeh rang lag jaye
Sari umar naa chute

Female : Mehandi lagau kis nam ki
Radha toh bani hain bas sham ki
Mehandi lagau kis nam ki
Radha toh bani hain bas sham ki
Yeh mehandi ke bute
Inke rang anokhe

Male : Sham ki bansi jab bhi baji hain
Radha ke mann me prit jagi hain
Chorus : Sham ki bansi jab bhi baji hain
Radha ke mann me prit jagi hain

Male : Ho o o ghunghat me
Radha sharmaye dekho
Hoga milan yeh aas lagi hain
Aati jati har ek dhadkan
Tumse yahi kahegi
Khushiya hain sari tere nam ki
Female : Radha toh bani hain bas sham ki
Mehandi lagau kis nam ki
Radha toh bani hain bas sham ki

Male : Radha ke mann ki radha hi jane
Sham naa aaye bansi bajane
Radha ke mann ki radha hi jane
Sham naa aaye bansi bajane
Lagta hain ke vrindavan me
Abb naa ras rachegi
Abb yeh kahani kis kam ki
Radha toh bani hain bas sham ki
Abb yeh kahani kis kam ki
Radha toh bani hain bas sham ki

Female : Ho prem agan kuchh aisi lagi hain
Sirf akeli radha jali hain
Prem agan kuchh aisi lagi hain
Sirf akeli radha jali hain
Lagta hain ke aaj bhi radha
Sham se nahi milegi

Female : Phir se judayi subah sham ki
Radha toh bani hain bas sham ki
Phir se judayi subah sham ki
Radha toh bani hain bas sham ki

Chorus : Yeh mehandi ke bute
Inke rang anokhe
Ek bar yeh rang chad jaye
Sari umar naa chute…..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT