LYRIC

Singer : Tanya Singh

Music by : Ajit Singh

Lyrics by : Gittanjali Singh

Female : Itni kareeb hoke tum
Humse judaa ho gaye
Tanha humein chhod kar
Na jaane kahan kho gaye

Female : Woh baatein sab yaad hain
Woh raatein sab yaad hain
Bitayi tere sang joh
Laga ke tujhe ang joh

Female : Mujhse lipatna tera
Palke jhukana mera
Abhi yeh dil mein mere
Hothon ke woh narmiyan…

Female : Aag laga ke tum
Na jaane kahan kho gaye
Bas yaadein baki

Female : Woh beetey din yaad hain
Woh palchhin yaad hain
Gujari tere sang joh
Laga ke tujhe ang joh

Female : Itni kareeb hoke tum
Humse judaa ho gaye
Tanha humein chhod kar
Na jaane kahan kho gaye

Female : Woh mausam kyan huya
Na jaane kahan kho gaya
Bas yaadein baki

Male : ……………..

Female : Woh beetey din yaad hain
Woh palchhin yaad hain
Gujare tere sang joh
Laga ke tujhe ang joh

Female : Aapna baana ke tum
Aag laga ke tum
Na jaane kahan kho gaye
Bas yaadein baki

Female : Woh beetey din yaad hain
Bas yaadein

Humming : ………………


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT