LYRIC

Singers : Shreya Ghoshal and Arnab Chakrabarty

Music by : Ram Sampath

Male : Wada rahaa..

Male : Wada raha pyaar se pyaar ka
Ab hum naa honge judaa..

Male : Wada raha pyaar se pyaar ka
Ab hum naa honge judaa..
Yeh.. meri dhadkane sun raha hai khuda..

Female : Chahe tumhe kis kadar mera dil
Tumko nahi hai pataa..
Yeh.. meri dhadkane sun raha hai khuda ..

Male : Wada rahaa..

Male : Dono jahan ko bhoola hu main
Aisi lagi hai tujhse lagan
Chahe kahu ise awaargi
Chahe kahu ise deewanaapan

Female : Dil ne kaha dil ne sunaa
Maine tumhe dilbar chuna

Male : Ab duriyan naa rahi darmiya
Kya rang layi wafaa..
Yeh.. meri dhadkane sun raha hai khuda..

Female : Wada raha pyaar se pyaar ka
Ab hum naa honge judaa
Yeh.. meri dhadkane sun raha hai khudaa..

Chorus : …………………….

Female : Dekha tumhe to aisa lagaa
Mujhko mila manzil ka pataa
Chalna hai humko ab saath me
Tumse juda mera raasnaa..

Male : Maine to lee hai yeh kasam
Paau tumhe janamo janam

Female : Sajde kiye maine shaam o seher
Maanga hai tumko sadaa..
Yeh.. meri dhadkane sun raha hai khuda…

Male : Aaa.. wada raha pyaar se pyaar ka
Ab hum naa honge juda
Yeh.. meri dhadkane sun raha hai khuda…

Female : Wada raha yeh.. wada raha

Male : Pyaar se pyaar ka..
Pyaar se pyaar ka

Female : Wada raha yeh.. wada raha

Male : Pyaar se pyaar ka

Female : Wada raha.. yeh.. wada raha

Male : Pyaar se pyaar ka..

Female : Wada raha yeh.. wada rahaa..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT