LYRIC

Singer : Harshdeep Kaur

Music by : Gulraj Singh

Lyrics by : Jagmeet Bal

Female : Haaaa….aaaaa…
Teri deed na sahi na sahi
Tere zikar se hi main khush hoon
Oh teri bandagi meri zindagi
Ho jis haal mein rakhe khush hoon

Female : Tujhe dekhne ki hai chaah sajna
Tujhe dhoondne ki na raah sajna

Female : Jo main dhoonda
Main ke andar
Liya hai tujhko paa sajna

Female : {Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna
Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna} (2)

Female : Hooo ooo
Sajna tu hi tu hai
Maine apna aap gavaa hi liya

Female : O..!! sajna tu hi tu hai
Maine apna aap gava liya
Tu hasta hai to lagta hai
Roothe rabb ko manaa liya

Female : Tere ishq mein andhi hoon magar
Tu saaf saaf aaye nazar
Tere ishq mein andhi hoon magar
Tu saaf saaf aaye nazar

Female : Berang dil ki
Deewaron pe
Liya hai tujhko sajaa sajna

Female : Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna
Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna

Female : Teri deed na sahi na sahi
Tere zikar se hi main khush hoon
Oh teri bandagi meri zindagi
Ho jis haal mein rakhe khush hoon

Female : Tujhe dekhne ki hai chaah sajna
Tujhe dhoondne ki na raah sajna

Female : Jo main dhoonda
Main ke andar
Liya hai tujhko paa sajna
Sajnaa…!!

Female : {Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna
Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna} (2)
Waah sajna waah sajna
Waah waah sajna


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT