LYRIC

Singer : Pandit Jasraj

Music by : Adnan Sami

Male : Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya
Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya
Vaada vaada vaada vaada vaada

Male : Meri palko me tere sapno ka ghar hai
Mere is dil me teri chahat ka ghar hai
Meri rag rag me tu bas tera prem samaya hai
Samaya hai
Meri in sanso me ab teri sanso ki sargam bajti hai

Male : Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka dard ka o saathiya

Male : Jina bhala kya iss duniya se darke ho
Yu hi rakhunga main baaho me tujhko bharke
Tere sajade me hi sar ko hamesha jhukaya hai
Jhukaya hai
Meri tasviro pe bas tere rango ki maala sajdi hai
Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
Janmo ka pyaar ka vaada vaada saathiya saathiya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT