LYRIC

Singers : Amit Gupta and Dhvani Bhanushali

Music by : Amol – Abhishek

Lyrics by : Abhishek Talented

Female : Phagun ka mahina aaya
Aur aankhon mein kajra re

Male : Rang chadhi piya ki
Mujhko kaisi yeh ishq dhari

Female : Hey hey hey hey
Chhat pe chadke maari tune
Rang bhari pichkaari
Le phans gayi bechari
Tune aankh jo aisi maari

Female : Hey hey hey hey
Chhat pe chadke maari tune
Rang bhari pichkaari
Le phans gayi bechari
Tune aankh jo aisi maari

Male : Aisa nazara dekh yaara
Hai jag rang mein saara

Male : Udaa gulaal ishq wala
Jo naache brij mein radha
Rang chadha hai dekho gaadha
Jo naache brij mein radha

Male : Udaa gulaal ishq wala
Jo naache brij mein radha
Ho oo o rang chadha hai dekho gaadha
Jo naache brij mein radha

Chorus : Hai nazar jo yeh takraave
Dil dhak dhak dahak dhak bhaage
Koi aur na manawa laage
Ka kamaal ho gaya

Chorus : Dil tadpat hi reh jaave
Bas teri hi raahein taanke
Aur teri hi dhun mein gaave
Ka kamaal ho gaya

Female : Kaisa awara hai tu
Dil ka kawara
Bhaang chadha ke tune
Rang jo aisa maara

Female : Gali mohalle sab
Hain tujhse sataye
Kaise sudharein
Kya karein ab haye

Male : Ho malmal ki kurti teri
Rang lagi gulaabi
Aankhein yeh teekhi teri
Chaal sharabi

Male : Zid yeh hai thaani
Ki tu hogi hamari
Hamare golu ki
Banegi tu bhabhi

Male : Phagun mahine mein dil haara
Hai haara jag yeh saara

Female : Udaa gulaal ishq wala
Jo naache brij mein radha
Rang chadha hai dekho gaadha
Jo naache brij mein radha

Male : Udaa gulaal ishq wala
Jo naache brij mein radha
Rang chadha hai dekho gaadha
Jo naache brij mein radha

Chorus : Hai nazar jo yeh takraave
Dil dhak dhak dahak dhak bhaage
Koi aur na manawa laage
Ka kamaal ho gaya

Chorus : Dil tadpat hi reh jaave
Bas teri hi raahein taanke
Aur teri hi dhun mein gaave
Ka kamaal ho gaya

Chorus : Hai nazar jo yeh takraave
Dil dhak dhak dahak dhak bhaage
Koi aur na manawa laage
Ka kamaal ho gaya

Chorus : Dil tadpat hi reh jaave
Bas teri hi raahein taanke
Aur teri hi dhun mein gaave
Ka kamaal ho gaya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT