LYRIC

Singer : Sunny Hindustani

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Tujhse duniya mein
Nahi aur koi pyaara
Mere saare rishte
Naate sirf tere vaaste yaara

Male : Duriyon ka mausam
Saha nahi jaaye
Tere bin har lamha
Bada tadpaaye

Male : Tenu kitna main chahun
Mere mahiya
Mere chan mahiya

Male : Rab jaane ya main jaanu
Rab jaane ya main jaanu
Rab jaane ya main jaanu
Rab jaane ya main jaanu

Male : Ye tay kiya hai maine
Ab tere naal jeena hai
Tu roothe mera dil toote
Tu mera nagina hai
Tu mera nagina hai

Male : Ye tay kiya hai maine
Ab tere naal jeena hai
Tu roothe mera dil toote
Tu mera nagina hai
Tu mera nagina hai

Male : Teri aankhein keh deti hai
Baatein kai
Tune bhi to kaati lambi
Raatein kai
Tera dard ki aahat
Mujhko bhi hai
Pyaar ki chahat
Mujhko bhi hai

Male : Duriyon ka mausam
Saha nahi jaaye
Tere bin har lamha
Bada tadpaaye

Male : Tenu kitna main chahun
Mere mahiya
Mere chan mahiya

Male : Rab jaane ya main jaanu
Rab jaane ya main jaanu

Male : Ye tay kiya hai maine
Ab tere naal jeena hai
Tu roothe mera dil toote
Tu mera nagina hai
Tu mera nagina hai

Male : Tera mera saath bada anmol hai
Tabhi to humara aisa mel jol hai
Shikwe gile naa kar tu
Aa ja gale lag ja
Bepanah ishq mein tu mere rang jaa

Male : Duriyon ka mausam
Saha nahi jaaye
Tere bin har lamha
Bada tadpaaye

Male : Tenu kitna main chahun
Mere mahiya
Mere chan mahiya

Male : Rab jaane ya main jaanu
Rab jaane ya main jaanu

Male : Ye tay kiya hai maine
Ab tere naal jeena hai
Tu roothe mera dil toote
Tu mera nagina hai
Tu mera nagina hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT