Tumse Milna Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tumse Milna Song Lyrics is a track from Tere Naam Hindi Film – 2003, Starring Salman Khan and Bhumika Chawla. This song was sung Udit Narayan and Alka Yagni. Music was composed by Himesh Reshammiya and lyrics work penned by Sameer.
Female : La la la la la la la la la la la la
Male : Mm mm
Female : La la la la la la la la la la la la
Male : Mm hm hm hm hm
Kya hai yeh kyoon hai yeh kya khabar
Haan magar jo bhi hai bada achchha lagta hai
Female : Tumse milna, baatein karna bada achchha lagta hai
Kya hai yeh kyoon hai yeh kya khabar
Haan magar jo bhi hai bada achchha lagta hai
Tumse milna baatein karna bada achchha lagta hai
Male : Teri chhoti chhoti baat teri har ek mulaaqaat
Tadpaaye mujhko lamha lamha tera saath
Lamha lamha tera saath
Haan magar jo bhi hai bada achchha lagta hai
Tumse milna baatein karna bada achchha lagta hai
Female : Baheke baheke mere din maheki maheki meri shaam
Kore aanchal pe sada main to likhoon tera naam
Main to likhoon tera naam
Haan magar jo bhi hai bada achchha lagta hai
Tumse milna baatein karna bada achchha lagta hai
Male : Tumse milna baatein karna bada achchha lagta hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.