Tumse Milna Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tumse Milna Song Lyrics is a track from Insaaf – The Justise Hindi Film – 2004, Starring Dino Morea, Sanjay Suri, Namrata Shirodkar and Others. This song was sung Anuradha Paudwal and Udit Narayan. Music was composed by Nikhil and Vinay and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Tumse milna julna
Jo huwa hai
Tumse milna julna
Jo huwa hai

 

Male : Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai
Neend bhi kho gayi
Chain bhi kho gaya hai

 

Female : Tumse milna julna
Jo huwa hai
Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai

 

Female : Tumse milna julna
Jo huwa hai
Neend bhi kho gayi
Chain bhi kho gaya hai

 

Male : O tumse milna julna
Jo huwa hai
Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai..

 

Female : Meri har dhadkan
Mein hai samaya
Kyun apano sa lage paraya

 

Female : Dil nadan hai
Samajh na paya
Aur chupke se aaya

 

Female : Bekhudi hai kya khushi hai
Kya nasha hai
Bekhudi hai kya khushi hai
Kya nasha hai

 

Female : Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai
Neend bhi udd gayi
Chain bhi kho gaya hai

 

Both : Tumse milna julna
Jo huwa hai
Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai

 

Male : Dil ki baate
Labon pe aaye
Kahi sab kuchh hi
Badal na jaye
Beghane apne ban jaye
Dil ghabraye hay

 

Male : Kya sama hai
Kya suhana silsila hai
Kya sama hai
Kya suhana silsila hai

 

Male : Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai
Neend bhi ud gayi
Chain bhi kho gaya hai

 

Both : Tumse milna julna
Jo huwa hai
Mere dil ko kuchh toh
Ho gaya hai
Tumse milna julna
Jo huwa hai..

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Insaaf : The Justice