LYRIC

Singer : Mani Dharamkot

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Na din mein chain
Na raat ko aaram
Subah shaam sirf
Tera hi naam (Dialogue)

Male : Haa..aaa…aa.a…haa..aaa

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Tum pe ishq deewana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Tere bin hai jeena mera bewaja
Meri aashaqui ka hai tu aasra
Ae yaara hai jabse mujhe tu mila
Bas teri hi yaadon ka hai silsila

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Wo teri meri mulakaton ka mausam
Jata nahi hai mere dil se wo aalam
Unke nishani jal raha hai seene mein
Har pal tera ishq hai mere humdum

Male : Tere waaste hai meri arjiyaan
Hai tumse meri saari manmarziyaan
Tere hi liye meri sargoshiyaan
Tu karde mukammal meri yaariyaan

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana hai
Tumhein apna banaana hai

Male : Teri gali mein jabse duniya basai
Aankhon mein saagar nami dil pe hai chaai
Bujh na sakega teri yaadon ka lava
Saanson mein khushbu teri hai samaai

Male : Meri ye tadap hai meri tishnagi
Hai tujhse hi ab to meri bandagi
Jara jhaank ke dekhle dil mein tu
Nazar aayega meri deewangi

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana haii
Tumhein apna banaana haii

Male : Tumhein dil mein basana hai
Tumhein apna banaana haii
Tumhein apna banaana haii


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT