LYRIC

Singer : Jubin Nautiyal

Music by : Pritam Chakraborty

Male : Tu mera ho gaya hain
Aaye na yakeen yeh
Tu mera ho gaya hain
Khwab to nahi yeh
Tu mera ho gaya hain
Ya ke nahi

Male : Tu mera ho gaya to
Jannat zameen pe
Tu mera ho gaya hain
Khwab to nahi yeh
Tu mera ho gaya hai
Ya ke nahi

Male : Agar yeh khwab hain
Toh main tera hi khwab rahunga
Nahi ab chain ki chahat
Yun hi betaab rahunga

Male : Agar yeh khwab hain
Toh main tera hi khwab rahunga
Nahi ab chain ki chahat
Yun hi betaab rahunga

Male : Tu mera ho gaya hai
Baat hai haseen hai yeh
Tu mera ho gaya hai
Aaye na yakeen yeh
Tu mera ho gaya hain
Ya ke nahi

Male : Pehle se zyada
Sheesha main dekhun
Pehle se zyada hasta rahun
Main jab akela
Hota hoon tab bhi
Tumse hi baatein karta rahun

Male : Pehle se zyada
Sheesha main dekhun
Pehle se zyada hasta rahun
Main jab akela
Hota hoon tab bhi
Tumse hi baatein karta rahun

Male : Agar pagalpana hai yeh
To pagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka
Main banke raaz rahunga

Male : Agar pagalpana hai yeh
To pagal aaj rahunga
Teri hasti nigahon ka
Main banke raaz rahunga

Male : Jahan tu hai yeh dil bhi
Aata hai wahin pe
Tu mera ho gaya hai
Khwab to nahi yeh
Tu mera ho gaya hain
Ya ke nahi

Male : Ho jeena hai mujhko
Tere liye hi
Yeh faisla hai maine kiya
Teri hi khatir
Marna bhi chahun
Marna hai lekin bas shaukiya

Male : Agar jadoo hai yeh tera
Utarne na isse dena
Mujhe kaabu mein karle tu
Sambhalne na mujhe dena

Male : Agar jadoo hai yeh tera
Utarne na isse dena
Mujhe kaabu mein karle tu
Sambhalne na mujhe dena

Male : Hua bhi yeh sach mein
Ya hua nahi yeh
Tu mera ho gaya hai
Khwab to nahi yeh
Tu mera ho gaya hain
Ya ke nahi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT