LYRIC

Singer : Himesh Reshammiya

Music by : Himesh Reshammiya

Male : Tu hi mera rasta
Tu hi meri rehguzar
Tu hi mera karvan
Tu hi meri zindagi
Tu hi meri aashiqui
Tu hi mera hai jahan
Tere bin main marr jaawan
Tere bin main marr jaawan –
Main marr jaawan

Male : {Tere bin bekar jeena
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jeena
Tere bin chain ab kahi na} (2)

Male : Yeh zindagi chahaton ke liye
Teri chahaton ki hai anjuman
Deewanapan mere dil ki lagan
Tere dam se hi hain janeman
Maine bhi sajde kiye
Tere liye.. tere liye… tere liye
Tere bin main marr jaawan
Tere bin main marr jaawan –
Main marr jaawan

Male : Tere bin bekar jeena
Tere bin chain ab kahi na
Tere bin bekar jeena
Tere bin chain ab kahi na

Male : Sochu tujhe har ghadi har jagah
Ishq ne kar diya besabar
Tera asar chhaya hai iss kadar
Ab mujhe hi nahi meri khabar
Tujhmein basi hai meri jan

Male : Tere liye mere arman
Tere bin main marr jaawan
Tere bin main marr jaawan
Main marr jaawan

Male : Tere bin bekar jeena
Tere bin chain ab kahi na………


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT