Music : ……………
Male : Chahna tha kabhi
Ham dono ne jo ho gaya
Aankhein nam hum hai teri
Aur mudte hi main ro gaya
Male : Na pooch paya yeh bhi
Kya hum milenge kabhi
Tha yakeen tu hai mera
Na bol paya kabhi
Male : Hamko bichadna na tha gawara
Toota rahunga bin tere main yahan
Hamko bichadna na tha gawara
Toota rahunga bin tere main yahan
Music : ………………………
Male : Nazron mein mere khwab na rahe
Tu bhi ab yahan na raha
Aauge tum na ab toh laut ke
Dil bhi ab mera keh raha
Male : Haan agar kabhi hum phir milenge
Kya tumhare hum rahenge
Poojta hai mera jiya
Haan jo khataein kar gaya main
Kya karega maaf unko
Bol dena mujhko piya
Male : Hamko bichadna na tha gawara
Toota rahunga bin tere main yahan
Hamko bichadna na tha gawara
Toota rahunga bin tere main yahan
Male : Haaa aaa aaa aaa aaa
Toota rahunga bin tere main yahan