LYRIC

Singer : Sayli Kamble

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Tum agar paas ho to sab kuch hai
Kuch nahi hai agar tum nahi ho to
Ishq mein kuch bhi mukammal nahi hai
Agar main aur tum hum nahi ho to-(Dialogue)

Female : Tere sang jeena hai saari umar
Tu hai saath mere to mujhe kya fikar
Tere bin ye dhadkanein rehti bekhabar
Tu na ho to phirta hai dil ye darbadar

Female : Terre dar pe aaye hain hum
to.. dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher
Terre dar pe aaye hain hum to..dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher

Female : Tere sang jeena hai saari umar
Tu hai saath mere to mujhe kya fikar
Tere bin ye dhadkanein rehti bekhabar
Tu na ho to phirta hai dil ye darbadar

Female : Terre dar pe aaye hain hum to…dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher
Terre dar pe aaye hain hum to.. dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher

Female : Teri meri mulaqaaton ka chaav
Mere dil ki gehraaiyon mein basa
Tere ishq ka taara hi to hai mera sahara
O yaara tu hi mera jahaan

Female : Tere sang jeena hai saari umar
Tu hai saath mere to mujhe kya fikar
Tere bin ye dhadkanein rehti bekhabar
Tu na ho to phirta hai dil ye darbadar

Female : Terre dar pe aaye hain hum to…dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher
Terre dar pe aaye hain hum to.. dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher

Female : Tu hai mere har ek ehsaas mein
Teri khushboo rahein mere paas mein
Dooriyon mein nazdeekiyan hain
Bas teri manmarziyan hain
Meri din-raat mein

Female : Tere sang jeena hai saari umar
Tu hai saath mere to mujhe kya fikar
Tere bin ye dhadkanein rehti bekhabar
Tu na ho to phirta hai dil ye darbadar

Female : Terre dar pe aaye hain hum to…dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher
Terre dar pe aaye hain hum to.. dilbar
Ab dawa de tu ya de de tu zeher


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT