LYRIC

Singer : Savera

Music by : OAFF and Savera

Lyrics by : Ankur Tewari

Male : Jaane kaise yun baaton hi baaton mein
Aa gaye hain hum yahan
Keh gaye jo tum aankhon hi aankhon mein
Haan woh maine sunn liya

Male : Bheegi bheegi si raat ye raat ye
Behka behka sa sama
Aise doobe hum saath mein
Ho gaye hain laapta

Male : Teri yeh baatein aur mulakaatein
Ye aa gaye hain hum kahan
Teri yeh baatein aur mulakaatein
Koi bata de hum kahan…

Male : Jaane kaise tum jaane anjaane mein
Mil gaye mujhe yahan
Le chali dagar maano na maano ye
Anjaani si jagah

Male : Aisa pehle hua nahi na kabhi
Jo hua hai iss dafa
Jaane kaise hum jaane anjaane mein
Ho gaye hain ghumshuda

Male : Teri yeh baatein aur mulakaatein
Koi bata de hum kahan
Teri yeh baatein aur mulakaatein
Ye aa gaye hain hum kahan

Male : Teri yeh baatein aur mulakaatein
Koi bata de hum kahan
Male and Chorus : Teri yeh baatein aur mulakaatein
Ye aa gaye hain hum kahan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT