Teri Fitrat Mein Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Teri Fitrat Mein Song Lyrics is a track from Desi Tadka Music Hindi Album -2026, Starring Riva Arora, Shahbaz Khan and Muskan Arora. This song was sung by Salman Ali. Music was composed by Aamir Ali and lyrics work penned by Aamir Ali.
Male : Rab na kare kisi ko tere jaisa yaar mile
Isse na wafa na tavajjo aur na pyaar mile
Aur na pyaar mile….haaaaa aaaa
Male : Teri fitrat mein dhokha tha o bewafa
Jo tu khul ke kabhi kar saka na wafa ……aaaaa aaa
O teri fitrat mein dhokha tha o bewafa
Jo tu khul ke kabhi kar saka na wafa
Male : Kya tujhe dar zara bhi khuda ka nahi?
Kya tujhe dar kisi baddua ka nahi?
Kya tujhe dar kisi baddua ka nahi?
Male : O teri fitrat mein dhokha tha o bewafa
Jo tu khul ke kabhi kar saka na wafa
Teri fitrat mein dhokha tha o bewafa
Jo tu khul ke kabhi kar saka na wafa
Male : Hoo bewafaaaaa….bewafaaa
Male : Sab jaan ke phir bhi anjaan the hum
Teri siyasat pe hairaan the hum…hoooo
Sab jaan ke phir bhi anjaan the hum
Teri siyasat pe hairaan the hum
Male : Wo tu adab tha jo mera
Ruswa tumhe hai na kiya
Ruswa tumhe hai na kiya
Male : Kya tujhe dar zara bhi khuda ka nahi?
Kya tujhe dar kisi baddua ka nahi?
Kya tujhe dar kisi baddua ka nahi?
Male : O teri fitrat mein dhokha tha o bewafa
Jo tu khul ke kabhi kar saka na wafa
Teri fitrat mein dhokha tha o bewafa
Jo tu khul ke kabhi kar saka na wafa
Male : Hoo bewafaaaaa….bewafaaa
Hindi lyrics are not available for this song yet.