LYRIC

Singer : Nihal Tauro

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Kayi baar tumse kehna chaaha
Magar keh nahi paaya
Tumse door jaa kar ek pal bhi
Chain se reh nahi paaya – Dialogue

Male : Hoo ooo oo hoo ooo..(4)

Male : Meri dhadkano me tu
Meri manzilon me tu
Tere siwa koi dil me basta nahi

Male : Tere bina main jee sakta nahi
Zehar judaayi ka pi sakta nahi
Tere bina main jee sakta nahi
Zehar judaayi ka pi sakta nahi

Male : Ishq yeh mera
Hai kitna tanha
Tere bagair main
Tadpu har lamha

Male : Tu jaan hai meri
Jaageer tu Mmeri
Mere khwaabon ka manzar
Tasveer tu meri

Male : Meri dhadkano me tu
Meri manzilon me tu
Tere siwa koi dil me basta nahi

Male : Tere bina main jee sakta nahi
Zehar judaayi ka pi sakta nahi
Tere bina main jee sakta nahi
Zehar judaayi ka pi sakta nahi

Male : Yaadon ka kaarvaan
Mere saath chalta hai
Tere na hone se kyun
Mera dil yeh jalta hai

Male : Maksad hai jeene ka
Tu karaar hai mera
Bahaar hai meri
Tu pyar hai mera

Male : Tere bina main jee sakta nahi
Zehar judaayi ka pi sakta nahi
Tere bina main jee sakta nahi
Zehar judaayi ka pi sakta nahi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT