LYRIC

Singers : Salman Ali and Muskaan

Music by : Sajid-Wajid

Lyrics by : Sajid

Male : Tere bina bina bina
Jeena nahi
Tu jo nahi kuch bhi nahi
Tere bina bina bina
Jeena nahi
Tu jo nahi kuch bhi nahi

Female : Ye jismo jaan mere
Hai sirf tere liye
Tere liye hi ye bandagi hai
Tu rooth jaaye agar
Main mna lu tujhe
Tere bina kya ye zindagi hai

Male : Tere bina bina bina
Jeena nahi
Tu jo nahi kuch bhi nahi
Female : Tere bina bina bina
Jeena nahi
Tu jo nahi kuch bhi nahi…

Male : Jo na hua hone ko hai abb darmiyan
Ye faasla mitt jaye toh kyun dooriyan
Female : Kaise bataun tujhe tu mera kya hai lage
Tujhse hi abb toh yeh roshni hai
Male : Janam janam ke liye tu sath reh ja mere
Tere bina kya yeh zindagi hai

Male : Tere bina bina bina
Jeena nahi
Tu jo nahi kuch bhi nahi
Both : Tere bina bina bina
Jeena nahi
Tu jo nahi kuch bhi nahi…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT