LYRIC

Singer : Farhad Bhiwandiwala

Music by : Vikram Montrose

Male : Teetar ke age do teetar
Teetar ke piche do teetar
Lekin sabse sana wala
Jo jhanke hai man ke bheetar

Male : Tere peeche main mere age tu run-run
Kabhi age tu kabhi piche main fun-fun
Dekhega jalwa ab toh tu with my gun-gun
Ek hi toh bachke niklega ye toh done-done

Male : Knoch-knock tera baap aya
Le tera baap aya
Tere paapon ka hisab aya

Male : Lajawab aya be-hisab aya
La-ilaj aya tera shraap aya

Male : Tu bhagega main daudnga
Tu daudega main fodunga
Main fodunga tu royega
Jab royega main hansuga

Male : Tera saaya tere peeche hai
Kya paya hai jo khoyega
Teri hi kali karmi ka hai phal
Jo tuhi bhogega

Male : Tere peeche main mere age tu run-run
Kabhi age tu kabhi piche main fun-fun
Dekhega jalwa ab toh tu with my gun-gun
Ek hi toh bachke niklega ye toh done-done

Male : Tera bap aya
Tera bap aya
Tere papo ka hisab aya aya
Lajawab aya aya behisab aya aya
Lailaj aya hahaha-tera sharap aya
Tera baap ayaa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT