LYRIC

Singers : Bappi Lahiri, Anuradha Paudwal
and Badshah

Music by : Bappi Lahiri and Tanishk Bagchi

Male : Namaste behno aur bhaiyon
Bade hi kam shabdo mein
Aapko sunaana chata hu
Uss saal ka lokpriye geet yeh

Female : Tu premi yeah
Main premi (control)
Tu raazi (wait a minute)
Main raazi (uh ho)
Tu.. aa ha
Main.. aa ha
Tu.. aa ha

Male : Salaam le jata huaa udan khatola
Aur been bajati hui naagin

Female : Tu premi aa ha
Main premi aa ha
Tu raazi aa ha
Main raazi…

Female : Phir kya daddy kya amma

Male : Ek bas tu hi pyaar ke kaabil
Saara jahaan hai nikamma…

Chorus : {Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma} (2)

Male : Been bajati hui naagin

Male : Yo

Male : Wo badal gaya

Male : Rakhun na baby koi bhi shanka
Apne pyaar ka baja doon danka
Tere mere beech mein jo koi bhi aaya
Uski laga doon lanka

Male : Chhod chhad ke duniyadari
Bas tere piche pad gaya main
Sapno mein toh already
Ghodi-vodi chadh gaya main

Male : Mujhko baby lucky kar
Baat humari pakki kar
Itna kya soche mujhe haan bol ke
Kaam tu nakki kar

Male : Tujhe zaroorat mere jaise yaar ki
Mujhe zaroorat tere jaise yaar ki

Female : Tujhe zaroorat mere jaise yaar ki
Mujhe zaroorat tere jaise yaar ki

Male : Jale jo usko aur jalaao
Naacho chamma chham chhamma…

Chorus : Tamma tamma..
Tamma tamma..

Male : Upar chadhe ya neeche utrein
3.. 2.. 1.. kill it

Chorus : {Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma} (3)


Added by

admin

SHARE

ADVERTISEMENT