Tab Bhi Tu Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tab Bhi Tu Song Lyrics is a track from October Hindi Film – 2018, Starring Banita Sandhu, Gitanjali Rao and Varun Dhawan. This song was sung by Rahat Fateh Ali Khan. Music was composed by Anupam Roy and lyrics work penned by Tanveer Ghazi.

 

 

 

Male : Aa…

 

Male : Meri rooh karegi fariyaad
Meri saansein kahin kho jaayengi
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna

 

Male : Jab raakh banega ye sooraj
Aur dhoop dhuaan ho jaayegi
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna

 

Male : Sajde ki tarah phir aankhein jhuki
Phir palkein namaazi hui

 

Male : Aa…

 

Male : Tere zikr mein thi
Kuch aisi nami
Soohi saansein bhi taazi hui

 

Male : Jab umrr ki aawara baarish
Sab rang mere dho jaayegi
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna

 

Male : Aa…

 

Male : Taaveez meri mutthi mein
Taaveez mein hai tasveer teri
Uljhi si laqeerein haath mein hai
Tu suljhaye taqdeer meri (x2)

 

Male : Jab waqt karega chhal mujhse
Taqdeer khafa ho jayegi
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna

 

Male : Meri rooh karegi fariyaad
Meri saansein kahin kho jaayengi
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna
Tab bhi tu mere sang rehna

 

Male : Aa…

 

Song Details

Official Video

Share this song: