LYRIC

Singers : Chinmayi Sripada and Anurag Kulkarni

Music by : Hesham Abdul Wahab

Lyrics by : Kausar Munir

Female : Sun liya
Mere dil ka kehna maine sun liya
Sun liya

Female : Chun liya
Tujhe laakhon mein ek
Maine chun liya

Female : Ab jo ho so ho
Mera ishaara
Tu mera kinara
Tujhko chahun na chahun
Mai kya karun

Female : Teri nigaahein
Armaan jagayein
Kaho to sach hai ya sapna
Bas tai karna hai itna

Male : Sari sari raina tarse
Din mein sapne bunein
Bas teri dhadkanein ginein
Dil yeh kahan meri sunein


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT