LYRIC

Singer : Siddharth Basrur

Music by : Amit Trivedi

Lyrics by : Rakesh Kumar (Kumaar)

Male and Chorus : Prithvi ambar saat samandar
Saari duniya mere andar
Mere ishaare
Jhukaa dein sitaare
Main hi aatma
Main parmaatma

Male and Chorus : Prithvi ambar saat samandar
Saari duniya mere andar
Mere ishaare
Jhukaa dein sitaare
Main hi aatma
Main parmaatma

Male : Shaitaan
Shaitaan
Shaitaan
Shaitaan
Shaitaan
Shaitaan

Male and Chorus : Mere aage maut bhi kaanpe
Mere jaisa koi kaha pe
Pal mein bana dun
Pal mein mita dun
Main hi aatma
Main parmaatma


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT