LYRIC

Singers : Kumar Sanu and Vijay Benedict

Music by : Bappi Lahri

Lyrics by : Mahendra Dehlvi

Male : Maange hai maa baap duayein
Aaye khushi ki ye bela
Apne ho jo sath to
Sajta shaguno ka mela

Male : O ho hoho ho

Male : O ho hoho ho

Both Male : Aayi hai nasibo wali ye ghadiya
Khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
Aayi hai nasibo wali ye ghadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

Both Male : O ho hoho ho
O ho hoho ho

Male : Laal mere ki huyi sagai
Dene aaye log badhai

Male : Meri beti gale lagai
Tune yaari khub nibhai

Male : Ha laal mere ki huyi sagai
Dene aaye log badhai

Male : Meri beti gale lagai
Tune yaari khub nibhai

Male : Ho yaara kahta hai ye dil mera
Ho rab teri khair kare
Ho rab teri khair kare

Male : Ho chum lu main ye shahar ki ladiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

Both Male : O ho hoho ho
O ho hoho ho

Male : {Ha padh likh ke jab bada banega
Apne dukho ka daur mitega
Male : Hum bhi chalenge sar ko uthake
Humko zamana sahab kahega} (2)

Male : Tu hai hum sabka aasra
Rab teri khair kare
Ho rab teri khair kare

Male : Dil me ummedo ki khili kaliya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

Both Male : O ho hoho ho
O ho hoho ho

Male : {Sehare ki ladiya kare ishare
Shaguno ke din aaye pyare
Male : Naachne wale gaane wale
Dete duayein milke sare} (2)

Both Male : Rahe bhag chamakta tera
Ho rab teri khair kare
Ho rab teri khair kare
Ghar me rahe khushiya hi khushiya
Khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
Khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya

Both Male : Aayi hai nasibo wali ye ghadiya
khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
Khushiyo ki chhuti hai phuljhadiya
O ho hoho ho
O ho hoho ho
O ho hoho ho
O ho hoho ho….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT