LYRIC

Singer : Arijit Singh

Music by : Arko

Lyrics by : A.M. Turaz

Male : Is pal mein hi zindagi hai
Ab mukammal hua safar
Door tak nigaahon ko
Kuch bhi aata nahi nazar

Male : Tere liye main mar jaaun
To ho jaaun main adaah
Sholon mein bhi utar jaaun
To ehsaas na ho zara

Male : Toot ke main bikhar jaaun
Ho jaaun tujhmein fanaa
Haadson se guzar jaaun
To fir jaunga main sambhal
Yahi toh hai meri seher

Male : Teri kasmein maine khaayi
Ye hai meri daastaan
Tujhko hi zameen banayi
Aur tujhi ko aasmaan…

Male : Meri kismat mein likha hai
Fikar teri meri wafa
Main khud hi nahi hoon khud mein
Mujhmein tu hai is kadar
Haan yahi to hai meri seher….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT