LYRIC

Singers : Benny Dayal and Prakriti Kakar

Music by : White Noise Studios

Lyrics by : Priya Saraiya

Chorus : Sara zamana mere dil ka deewana
Meri jaan
Na na na na mujhe dil na lagana
Sara zamana mere dil ka deewana
Meri jaan
Na na na na mujhe dil na lagana

Male : Pyar karne ke mamale mein
Mera naam badnam hai
Pyar karne ke mamale mein
Mera naam badnam hai

Male : Door se hi najdikiyon ko
Mera salam hai

Female : Jara najdik aa
Mujhse nazarein mila
Tujhko bhi ishq ho jayega
Chahe karna na na
Tu bahane bana
Udhar se idhar aayega

Chorus : Sara zamana mere dil ka deewana
Meri jaan
Na na na na mujhe dil na lagana
Sara zamana mere dil ka deewana
Meri jaan
Na na na na mujhe dil na lagana

Male : Kitni masti bhari ye ghadi hai
Tujhko kyun ishbazi chadhi hai
Kitni masti bhari ye ghadi hai
Tujhko kyun ishbazi chadhi hai

Male : Kya zaruri hai dil ko lagana
Ishq karne ko umar padi hai

Female : Jo bhi karna hai kar
Kyun ruke umar bhar
Mere jaisa milega kahan
Chahe karna na na
Tu bahane bana
Tera dil bhi aayega yahan

Chorus : Sara zamana mere dil ka deewana
Meri jaan
Na na na na mujhe dil na lagana
Sara zamana mere dil ka deewana
Meri jaan
Na na na na mujhe dil na lagana


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT