LYRIC

Singer : Shreya Ghoshal

Music by : Anand Raj Anand

Female : Kyu mujhko darane laga
Sapna koi
Mano dur jane laga
Apna koi
A dil bta kaha se utha
Du aag ka ha lagi

Female : Kyu mujhko darane laga
Sapna koi
Mano dur jane laga
Apna koi

Female : Jindagi hai ye kya bebsi ke siva
Jindagi hai ye kya bebsi ke siva
Kis tarke wafa ab kare hum yaha

Female : Kyu mujhko darane laga
Sapna koi
Mano dur jane laga
Apna koi

Female : Pyar jinse kiya
Vo hi samjhe nahi
Pyar jinse kiya
Vo hi samjhe nahi
Kisko dil ki sada ab sunaye yaha

Female : Kyu mujhko rulane laga
Sapna koi
Mano dur jane laga
Apna koi
A dil bata kaha se utha
Du aag ka ha lagi

Female : Kyu mujhko darane laga
Sapna koi
Mano dur jane laga
Apna koi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT