Samjho Na Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Samjho Na Song Lyrics is a track from The Vvaan Hindi Film-2026, Starring Sidharth Malhotra, Tamannaah Bhatia, Sunil Grover, Maniesh Paul, Shweta Tiwari, Anup Soni and Others. This song was sung by Jubin Nautiyal and Suvarna Tiwari . Music was composed by Tanishk Bagchi and lyrics work penned by Manoj Muntashir.
Music : ………………..
Male : Waise to zamaane bhar ki
Waise to zamaane bhar ki daulat main thukra doon
Bazaare mohabbat mein bekimat hi bikta hoon
Shayar toh nahi main lekin jab se tumko dekha
Jab se tumko dekha ghazlein main bhi kuchh likhta hoon
Tum bhi kabhi meri aankhein padho
Kuchh bole bina bhi jaan lo
Male : To samjho na mere dil ki iltija
Tumhein mil ke har dafa koyi jaadu sa hua
To samjho naa meri pagal khwaahishein
Maine aksar khwaab mein tumhein aankhon se chhua
To samjho na samjho na
To samjho na sun lo na
Female : Margayiyan tere pyaar mein margayiyaan
Main ta yaar pe margayiyaan
Tujhko paake sawargayi
Deewani hogayiyaan
Female : Tere pyaar mein margayiyaan
Main ta yaar pe margayiyaan
Tujhko paake sawargayi
Deewani hogayiyaan
Male : To samjho na sunlo na
Music : ………………
Male : Dariya main tu kinaara
Aawaara hoon tere bina
Tere bin mar hi na jaaun
Mujhse nazrein na tu pherna
Male : Hairaan bhi hoon main ye kya ho gaya
Main yun sarphira to naa tha
Male : To samjho na mere dil ki iltija
Tumhein mil ke har dafa koyi jaadu sa hua
To samjho naa meri pagal khwaahishein
Maine aksar khwaab mein tumhein aankhon se chhua
To samjho na samjho na
To samjho na sunlo na
Female : Margayiyan tere pyaar mein margayiyaan
Main ta yaar pe margayiyaan
Tujhko paake sawargayi
Deewani hogayiyaan
Female : Tere ishq mein kamli hoke main
Teri yaad mein dariya toke main
Tere haq mein duayein kar gayi
Tere noor se main to bhar gayi
Female : Tujhse jo mohabbat ho gayi
Tu reh gaya main toh kho gayi
Tujhe pa ke duniya mil gayi ab mujhe
Male : To samjho na samjho na
To samjho na sunlo na