LYRIC

Singer : Amrita Singh

Music by : Ritu Zeid

Lyrics by : Dheeraj Kumar

Female : Saiyaan se poochhe re naina
Main roun ke na
Main roun ke na
Saiyaan se poochhe re naina
Main roun ke na
Aaoge ya na aaj raina
Main soun ke na

Female : Saiyan ki balihari
Haaye gayi matimari
Dil ko laga ke bhool gayi thi
Haye main duniya daari

Female : Main saiyaan ki darkaari
Jogan ban bechaari
Raah me unki taak taak ke
Ho gaya manwaa bhaari

Female : Saiyaan se poochhe re naina
Main roun ke na
Main roun ke na
Saiyaan se poochhe re naina
Main roun ke na
Aaoge ya na aaj raina
Main soun ke na

Female : Banjar dil ki zameen
Baarish tu le gaya
Saanse registaani tufaan, haan
Khanjar leke ab ke
Seene se dil mera
Jaana to sang lete hi ja..!! Na

Female : Hann..
Banjar dil ki zameen
Baarish tu le gaya
Saanse registaani tufaan, haan
Khanjar leke ab ke
Seene se dil mera
Jaana to sang lete hi ja..!! Na

Female : Yaad ye tujhe din raat
Main kar barbaad ho gayi
Aabaad rahe tu shaad
Main to naashaad ho gayi

Female : Saiyaan se poochhe re naina
Saiyaan se poochhe re naina
Saiyaan se poochhe re naina
Main roun ke na
Main roun ke na
Saiyaan se poochhe re naina
Main roun ke na
Aaoge ya na aaj raina
Main soun ke na


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT