LYRIC

Singers : Kumar Sanu and Alka Yagnik

Music by : Nadeem-Shravan

Lyrics by : Sameer

Female : I love you.. I love you

Male : I love you.. I love you

Male : Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Female : Sapana samajh ke
Bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Male : Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Male : Sun meri shehzadi
Main hoon tera shehzada
Sun meri shehzadi
Main hoon tera shehzada
Baahon mein leke tujhe
Main karta hoon vaada

Male : Aye jaan-e-tamanna meri
Main kha ke kasam teri
Yeh karta hoon ikaraar
Mar bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Female : Sapna samajh ke
Bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Male : Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Female : Ehsaas nahi tujhko
Main pyar karu kitna
Ehsaas nahi tujhko
Main pyar karu kitna
Kar dungi tujhe pagal
Chahungi sanam itana

Female : Daaman na kabhi chhute
Tode na kabhi tuute
Jo rishta jude ek baar

Male : Mar bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Female : Sapana samajh ke
Bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Male : Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Mar bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Female : I love you
Male : I love you
Female : I love you
Male : I love you


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT