Saare Jag Mein Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Saare Jag Mein Song Lyrics is a track from Aap Jaisa Koi Hindi Film – 2025, Starring Madhavan, Fatima Sana Shaikh and Kumar Kanchan Ghosh. This song was sung by Abhay Jodhpurkar and Aanandi Joshi. Music was composed by Rochak Kohli and lyrics work penned by Raj Shekhar.
Male : Naadaan sa dil tha ye to mera
Kar baitha yun hi kuch galtiyaan
Hmm naadaan sa dil tha ye to mera
Kar baitha yun hi kuch galtiyaan
Male : Jaan jalaati hai cheel jaati hai teri naaraazgi
Zindagi mein bhi har khushi mein bhi lagti hai ik kami
Tere dil se nikle tere dil se nikle
Jaayein to jaayein kahaan
All : Saare jag mein kaise hum fire maare maare
Laut aane do humko phir se dil mein tumhaare
Saare jag mein kaise hum fire maare maare
Laut aane do humko phir se dil mein tumhaare
Male : Naadaan sa dil tha ye to mera
Kar baitha yun hi kuch galtiyaan
Male : Kyun hi lad baithe kya hi kar baithe
Ab to ye sochein hum
Tum ja rahe the jab yun hi roothe
Tab kyun na roke the hum
Male : Naiyaa se jo paakhi ude
Laute wahin fir se
Tum naiyaa ho hum paakhi hain
Jaayein kahaan tumse
All : Saare jag mein kaise hum fire maare maare
Laut aane do humko phir se dil mein tumhaare
Saare jag mein kaise hum fire maare maare
Laut aane do humko phir se dil mein tumhaare
Male : Naadaan sa dil tha ye to mera
Kar baitha yun hi kuch galtiyaan
Carnatic : …………
Female : Haaa…aaa…aaa…aa
All : Saare jag mein kaise hum fire maare maare
Laut aane do humko phir se dil mein tumhaare
Hindi lyrics are not available for this song yet.