LYRIC

Singers : Sunidhi Chauhan and Rahul Vaidya

Music by : Ravi Pawar

Female : Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke ikraar ke
Abb hai rehna hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa

Male : Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke ikraar ke
Abb hai rehna hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa

Female : Inteha waqt ne liya khoob abb muththi mein hai jamaana
Armaano ka gulshan khila aaya hai maussam suhaana

Male : Faasale darmiyaan kahaan abb hai milane ke din aa gaye hai
Tere husn ke saaye haseen chaaron taraf chha gaye hai

Both : Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke ikraar ke
Abb hai rehna hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa

Female : Karwatein abb badalati rehati hai yeh meri rangin jawaani
Saanson mein tu dhadkan mein tu chaahat mein teri rawaani

Male : Hosh hi mere le gaye hai yeh teri aankhon ke saagar
Mujhase mera kehata hai dil koi nahi tujhase behtar

Both : Raaste roshan huye sab yeh tere mere pyaar ke
Aa gaye lamhe suhaane yeh pyaar ke ikraar ke
Abb hai rehna hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa
Abb hai rehna hamesha hamein pyaar ki chhaanv mein
Dil ki duniya sajaaye aa.


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT