LYRIC

Singers : Sunidhi Chauhan and Shahid Mallya

Music by : Pritam Chakraborty

Male : Ho…

Male : Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana

Male : Raat barati kandha kothe tap tap ke gaana
Ho raat barati kandha kothe tap tap ke gaana
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana
Tu saukha samjhe laggiyan tod nibhaana

Male : O… Aashiq dil ki tashan purani
Kehte gyaani ishq siyapa aag jawaani
Chali gayi toh phir nahi aani kudi begaani
Rehne de jeena seedha saadha

Female : Main bani teri radha
Maine sakhiyon se ankhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri Radha
Tune sapno tadapano mein rakhna hai
Mujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri radha

Male : Unche chaubare mein jaane kaise
June mein bhi kohra pade o pade
O dheeli charpaai pe
Yuddh panipat ka lade
Keh gaye gyaani ishq siyapa aag jawaani
Kariye na jhootha koi vaada

Female : Main bani teri radha
Maine sakhiyon se akhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri radha
Tune sapno tadapano mein rakhna hai
Mujhko piya thoda zyaada zyaada
Main bani teri ra…
Main bani.. ra..
Wo..

Female : Arey mann ki jo baatein na boli thi auron se
Boli hain saari woh tumse haan tumse hi tumse
Arey ab maine kya lena auron se
Pyari hai mujhko toh yaari
Jo tumse hai tumse haan tumse

Male : Chal jhoothi tu jhoothi hai
Jhoothi teri yaad aani na re mainu
Tere baad bhulunga main tainu

Female : Arey murli mein teri hai jaane kya jaadu
Sata na lo haari main tumse haan tumse hi tumse

Male : Yeh kaisi kheencha-taani hai
Yeh ishq siyapa aag jawaani
Mushkil hai yeh aag bujhani
Jalna padega aadha aadha

Both : Main bani teri radha
Maine sakhiyon se akhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada

Female : Main bani teri radha
Tu bani meri radha
Main bani teri radha
Main bani teri radha

Male : {Thoda thehar pal bhar baat mukammal ho
Aathon pehar dilbar saath mukammal ho
Hum tum mile toh
Harbar saath mukammal ho
Milke chale toh
Phir utpaat mukammal ho} (2)

Male : Aape se bahar aaja nikal kar
Tode se tutegi main..

Female : Main bani teri radha
Tu bani meri radha
Maine sakhiyon se akhiyon mein
Rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada

Female : Main bani teri radha
Tune sapno tadapano mein rakhna hai
Mujhko piya thoda zyaada zyaada

Female : Main bani teri ra…
Main bani teri ra…
Wo.. ra…
Main bani.. ra…
Wo… radha


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT